Wednesday, May 03, 2006

Zindagi

Palkon ke tale ansoun ko chupa liya..
Har kisko apna bana liya
Doston ko gale se laga liya
Kya karen jab doston ne hi dhoka diya
Aese laga jaise zindagi ne thukra diya

Har chot ko bhula diya
Phir wapas udhar lakar kyun takdeer ne hume khada kiya?
Jahan ki yaadon ko bhi humne apne dilse mita diya?

Gumon ko apne dil mein basa kar aaga bade
Gaironse kya umeed karen jab apne hi hue humse pare
Khud ko akela mehsoo kiya is aasman ke tale

Ek pal mein sab paaya
Doosre pal sab kho diya
Yehi hai zindagi
Yahan kabhie hai gumon ki chhaya to kabhie savera ho gaya

5 comments:

Tapasya said...

Hi Adi,

Aap itni achchi hindi poetry bhi karti hain, hume to pata hi nahi tha :)

Well written...now im commenting the way I do at ebazm...so here it goes baby...


Palkon ke tale ansoun ko chupa liya..
Har kisko apna bana liya
Doston ko gale se laga liya
Kya karen jab doston ne hi dhoka diya
Aese laga jaise zindagi ne thukra diya


Hum apne aap ko logo se itna kyu jod dete hain, ki zaraa si bhi duriyaan humse bardaasht nahin hoti?


Har chot ko bhula diya
Phir wapas udhar lakar kyun takdeer ne hume khada kiya?
Jahan ki yaadon ko bhi humne apne dilse mita diya?


Hmm...takdeer aur tadbeer me yahi to fark hai, takdeer aapke bas me nahi hoti, aapko use sweekar karna hi padta hai...


Gumon ko apne dil mein basa kar aaga bade
Gaironse kya umeed karen jab apne hi hue humse pare
Khud ko akela mehsoo kiya is aasman ke tale


Duniya me har koi akela hota hai. Ye jo log hum apne aas paas dekhte hain na, sab jhoohth hai...its all a mirage...we are always alone, you were born alone and you will die alone...


Ek pal mein sab paaya
Doosre pal sab kho diya

Too good...


Yehi hai zindagi
Yahan kabhie hai gumon ki chhaya to kabhie savera ho gaya


Zindagi ki paribhasha prastut karne ki koshish achchi hai, par shayad zindagi ki koi paribhasha hi nahi hoti...as the big bros say...zindagi bas jeene ka naam hai...

life is nothing but the noun form of living :)

aditi said...

[Reply]
hi taps.......thanx for the detailed comment....i especially liked that part about it alll being a mirage...
i feel.....
"we meet, we part
and that is the sad story of the heart"
but i dont' agree with what u say about life...it's a like a rose bush...thorns and roses coexist together like sadness and happiniess

Anonymous said...

Very nice poem Aditi...
you must have written it at some sad moment...
But the lines reflect the truth about life; life is like a balance that oscillates between the weights named joy and sorrow, and the power above always makes the balance equal for each being.
Either we may see sorrow before and after an interlude of happiness or the other way round, it is upto us!
I may close my point by saying that in life, we have
"Kabhi khushi kabhi gham"

aditi said...

charru[reply]
didi ur wisdom is superb and writing and comments inpirational

vishy said...

really gud post..